Jaise internet speed ki badhti ja rahi hai thik vaise hi people ki online video dekhne ki craze badhti hi ja rahi hai.
jise kai companies ne market ke taur par dekha aur comedy, romance, thriller and horror jaise entertainment content parosane ke liye kai online video on demand platform ban gai,
jismen Hotstar, Sony Liv, Netflix, Amazon Prime Video ki tarah ALTBalaji bhi ek naam hai, jisne apne high quality and original video se behad hi kam se me youth ke bich popular ho chuki hai.
Par other companies ki tarah ye bhi free nahi hai. Is par video dekhne ke liye subscription pack buy karna padta hai. But don’t worry, ham ALTBalaji par free me video dekhane ke best 5 tarike batayenge-
Alt Balaji Free Kaise Dekhe
ALTBalaji Balali Telefilm Ltd ki platform hai, jiski founder Ekta Kapoor ne 16 April 2017 ko launch ki thi. Is platform par abatak 30+ Web series, 100+ Movies and 20+ Kids shows available hai.
Pat Alt Balaji drama, comedy, romance, thriller, crime and mystery web series ke sabse jyada popular hui hai.
ALTBalaji Popular Web Series
Apaharan – Ab Sabka Katega
Broken But Beatiful
Dil Hi Toh Hai
Baby Come Naa
The Great Indian Dysfunction Family
Boss: Dead/Alive
Ragini MMS: Returns
CyberSquad
ALTBalaji Free Dekhane Ka Tarika
#1.Jio Cinema App – Ab Indian me lagbhag every person ke pas Jio SIM hai, jo aapke liye ALT Balaji Free dekhane ki chabi ban sakti hai. Yadi aapke pas Jio Sim aur Android mobile hai to ye tarika follow kare-
1.Jio Cinema App install kare.
2.Open kare aur Home page scroll kar ALTBalaji section find kare.
3.Ab apne pasand ki web series par click kare aur shows ko enjoy kare.
#2.Airtel TV – India me Jio ke bad Airtel ke sabse jyada customer hai, usme aap bhi hai to samjho aapka bhi kaam ban gaya.
1.Airtel TV App android mobile me install kare.
2.Opened app me ALTBalaji find kare.
3.Ab kisi video par click kare aur enjoy kae.
#3.Vodafone Play-Yadi na Jio ke customer na Airtel ke to don’t worry. Yadi aapke Vodafone Sim hai to bhi aapka work ban jayega.
1. Vodafone Play install kare aur
2.OTP verification kare.
3.Menu me ALT Balaji par click kare. Iske bad favorite web series par click kare.
#4.Jio Cinema Desktop Version– Yadi aap apne pc / laptop par ALT Balaji ke show dekhana chahte hai to ye tarika jarur try kare.
1.Jiocinema.com par visit kare.
2.Jio Number ya JIO ID se login ho jaye.
3.Web series section me AlT Balaji ke web series mil jayega.
4.Vahi Aap AlT Balaji search kare, all shows dikh jayega.
#5.MX Player – Friend, yadi aap upar ke tariko se ALT Balaji free me nahi dekh pa rahe hai ya aapke pas Jio ya Airtel ya Vodafone ka sim nahi hai to ye tarika aapke liye hai.
1.Apne smartphone me MX Player app install kare.
2.Use open kare.
3.Bottom bar me Online section par click kare.
4.Ab upar Menu Bare Me WEB SHOWS par click kare.
Yaha aapko ALT Balaji ke show dikh jayenge.
Is tarah aap five tariko se free me ALT Balaji Video Content dekh sakte hai.
If you find the post helpful, please share on Facebook, Twitter and Whatsapp. Thanks
gayatri verma says
nice post, keep up with interesting work
Very nice post, thanks for sharing this article !!
avtar singh says
nice jankari hai thanks for this