Jaise jaise technology improve hoti ja rahi hai, vaise hi hamare work karne ka tarika bhi badalata jaa raha hai. Ya yu kahen improve hoti jaa rahi hai. Kamal ki bat hai ki iske liye hame pahle ki tulana me low cost aur less time ki jarurat padti hai.
For example, work out karane ke liye pahle aapko Gym jana padta hai, par ab chahe to App ke sahare hi freely home based workout kar sakte hai. Jise freedom aur free cost ke sath kar sakte hai. Isi tarah yadi aap apni study ko technology se jod lenge to aapka study experienced behad majedar ho jayega.
Best 5 GK Quiz & Tricks Apps 
Study App Ke Fayade
1.Free Cost – Ab vah din gaye, jab book ke liye money kharch karana padta tha. Vahi kabhi kabhi to friends or relatives se udhar lena pad jata hai. Ham aapko aise best study app ke bare me batayenge, jisse aap freely study kar sakte hai.
2.Study Anywhere – Life me books aise friend hai, jisko har jagah carry karane ki possibility behad kam hai. Jiske karan na chahate hue aapki study regularity break ho jati hai But technology ke sath aapko aisi problem kabhi nahi hogi. Even aap apne office ke lunch break me halki-phulki study kar sakte hai ya cricket khelte hue team ki batting time me.
3.Latest Study Material – Study Planning karane se pahle jaruri hai ki, jo aapne study material collect kiya hai, vo updated hona chahiye. Jo aapko every time app me latest material milega. But book ke mamle me updation process slow aur costly hota hai. Jiske karan aisi possibility banati hai ki aapka book latest updated naa ho.
4.Bookmark & Notes – Aksar ham books me important lines ko underline karte hai aur notes bhi banate hai. But exam ke thik pahle kam time hone ki vajah all revision karana mushkil hota hai. Lekin aap study app me bookmark aur notes bana sakte hai aur exam ke liye jate time raste me bhi revision kar sakte hai.
To friends, ham aapko Top 5 GK Tricks & Quiz App ke bare me batayenge, jo aapki GK Knowledge ko high level tak pahuncha degi-
1.GK & Current Affairs 2019, Railway, SSC, IBPS By Mukesh Kaushik
Installs -1 M
Language – Hindi/English
Work – Online/Offline
Size – 7.3 M
Rating – 4.4
Feature – Current affairs, Daily and GK Quiz, Free Mock Test, SSC Test, NCERT Mock Test, Railway Test, State GK, Latest Govt Jobs Update
Yah app UPSC ko chhodkar kisi bhi competition exam ke liye sufficient hai. iske andar aap GK ko Study Mode, Training Mode aur Challenge Mode me learn kar sakte hai, jo tradition method se superior hai. Jisse aap GK ko easily long time ke liye remember kar sakte hai.
Install English Version | Install Hindi Version
2.Current Affairs 2019 General Knowledge Quiz by Testbook
Installs -5 M
Language – Hindi/English
Work – Online/Offline
Size – 5.0 M
Rating – 4.6
Feature –
- Best User Experience and Interface
- Read Daily News in 100 words or less.
- Take Daily quizzes.
- Revise with Weekly & Monthly Quizzes.
- Read all loaded content offline.
- Bookmark & save important articles for later.
- Prepare by date.
- Features expert crafted content.
- Designed to boost exam preparation.
- Supports Hindi & English.
- 100% free. No hidden fees and charges.
- Disable and enable notifications easily.
3.Daily Current Affairs & GK by NRS
Installs -1 M
Language – Hindi/English
Work – Online/Offline
Size – — M
Rating – 4.5
Feature –
Previous Paper PDF, speed test, short tricks, study notes, video lectures, job updates, discussion forum, All India rank test
Is app me aap GK & Quiz ke alava India Rank Test me top level pate hai to Paytm cash win kar sakte hai. Vahi full length sample mock test bhi attend kar sakte hai.
4.GK Tricks Hindi And English by Toruloop 1m
Installs -1 M
Language – Hindi/English
Work – Online/Offline
Size – 1.8 M
Rating – 4.3
Feature – Akshar GK yad karane ke bad kuch dino ke bad bhul jate hai to aise me aap GK Trick se GK chutkiyon me yad kar sakte hai, jo aapke memory me long time ke liye bana rahega. Is baat ko dhyan me rakhkar is app ko banaya gaya hai.
5.Crazy GK Trick 100k
Installs -100K
Language – Hindi/English
Work – Online/Offline
Size – 4.5 M
Rating – 4.5
Feature – Study Material, Quiz, Videos, Math Tricks, Daily Basis Question
Conclusion
Friends, hamne apke liye GK ke liye Best 5 App list show kiye, jiski help se GK knowledge ko boost kar sakte hai, jo kisi bhi competition exam ke liye sufficient hoga. Ham aapko aage kai competitive subjects ke best 5 app ki list present karenge, jiski update pane ke liye hame follow kare.
Leave a Reply