Kya aap Bihar Board Class 10 Metric Result 2019 check karana chahte hai? to aap bilkul sahi post padhe rahe hai. Main aap ko aage batane wala kaise aap easily BSEB Metric ka result check kar sakenge.
Iske liye main aapko specially 4 tarike batayunga, aise isliye batane jar aha hun, jab exam ka result declare hota hai to BSEB ka official website par bahut load pad jata hai.
Jiske karan server slow work karane lagata hai aur result check karen men kafi waqt lag jata hai. Vaise abhi hal me hi Bihar board ne Class 12th ka result announce kiya tha, jise aap is post me jan sakte hai
To chaliye jante hai-
Table of Contents
Bihar Board Class 10 Matric Result Kaise Check Kare
Is sal 17.70 lakh students ne Bihar Board Class 10 Matric ka exam diya hai, jise 1426 centers par organize kiya gaya tha, jo February 21 se February 28 tak chala.
Itna jyada students hone ke karan aapko results check karane men problem ho sakti hai, isliye main aapko 4 easy methods batane ja raha hun, jinse aap apna matric result check kar sakte hai.
Bihar Board Metric Result 2019
Exam Date | 21-28 Feb, 2019 |
Result Date | 6 April, 2019 12:30PM |
Candidates | 16,60 lakh |
Male Candidates | NA |
Female Candidates | NA |
Pass | 80.73% |
Topper | Savan Raj Bharati (97.2%) |
Bihar Board Metric Result Last Year
Isse pahle ham ek najar me last year ka Bihar Board Intermediate result dekh lelte hai
Exam Date | 21-28 Feb, 2018 |
Result Date | 26 June, 2018 |
Candidates | 17,70,000 |
Male Candidates | NA |
Female Candidates | NA |
Pass | 68.89% |
Topper | Prerna Raj, Shikha Kumari, Anupriya |
chaliye ab Bihar Class 10 result check kare-
Method 1- Bihar School Education Board
Yah method sabse effective aur primary hai. Isliye most of student is tarike se apna result check karte hai . Jiske karan server par jyada load padta hai aur process slow ho jata hai. Jise aapko bhi problem face karana pad sakta hai.
Is method se result check karane ke liye ye step follow kare –
1.Bihar Board Online par visit kare.
2.Bihar BSEB Class 10 Matric Result 2018 par click kare.
3.Roll number enter kare.
4.Result show hone lagega, jise aap download bhi kar sakte hai.
Method 2 – India Results
Indiaresults.com Bihar Board ki Online Result Partner hai, isliye aap apna result yaha bhi check kar sakte hai.
Is method se result check karne ke liye ye step follow kare-
1.Indiaresults.com par visit kare.
2.Class 10th (Matric) Exam Result 2018 par click kare.
3.Ab apna Roll code aur Roll number enter kare.
4.Find Results par click kare aur result open kare.
Yadi aap ko roll code aur roll number remember nahi hai to Keval name enter kar find kar sakte hai. but name box me maximum 10 characters hi enter kar sakte hai.
Method 3 – Jagran Josh
Popular news company Jagran ne initiative lete hue server slow / down hone se hone vale problem se student ko bachane ke liye Bihar Board Result Check platform run kar ha hai, jaha aap apna result check kar sakte hai –
1.Simply Jagranjosh.com par visit kare.
2.Apna roll number aur roll code enter kare
3.Apna result check kare.
Method 4 – SMS
Yah method sabse easy rahega, yadi aapko details me result nahi chahte hai to.
Aap is format me SMS send kare –
BSEB10<space>Roll Number , ab ise 56263 par send kar den.
Kuch minute me aapke mobile par result ka SMS aa jayenge.
I hope aapne successfully result check kar liye honge.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Whatsapp, Twitter aur Facebook par share kare.
Santosh Kumar says
52026-00033-19