Table of Contents
Bluehost India Coupon: 33% Off
Bluehost India Coupon: Yadi aap kisi achche hosting company se hosting plan buy karana chahte hai to vo aapko expansive pad sakta hai, because –
1.High quality hosting company ki service achhi hoti hai
2.Unke product (ex-website builder, backup) bhi high quality ke hote hai.
3.Hosting ke liye jo CPU, RAM etc equipment use karte hai, vo high quality vale hote
4.Unki support system friendly and most supportive hote hai.
Inhi chijo ki quality manage karane ke karan hosting plan ki price high ho jati hai.
Aisi ek hosting company hai – Bluehost India, jo pichale 10 years se hosting ke field me apni better hosting service se big name ban chuki hai.
Isliye to world ka sabse popular CMS WordPress bhi Bluehost ko like karta hai aur apne users ko Bluehost use karane ke liye recommend karta hai.
>Skip Reading & Visit Bluehost India (Coupon :AFFDEC17 )
Bluehost blogs, start up websites se lekar big firm ki websites ko host karti hai. Bluehost karib 2 million websites ko apni hosting service provide karti hai.
Yeh Endurance International Group of Business ki part hai, jiska motive small, medium sized business owners and bloggers ki help karana hai.
Isliye yadi aap bhi ek blogger hai to Bluehost aapke ke liye best choice hai. But jaisa maine pahle hi kaha ki achchi companies ke hosting plans expansive hote hai.
So Bluehost India ka plan bhi expansive hai. jiski plan Rs.249 per month se start hoti hai.
But aap ise cheap rate par buy kar sakte hai. Bas aapko hamare dvara diye gaye coupon code ko use karan hoga.
33% Off on Bluehost Shared Hosting
33% Off on Reseller Hosting
33% Off on Cloud Hosting
33% Off on WordPress Hosting
33% Off on VPS Hosting
33% Off on Dedicated Server
33% Off SSL Certificates
Bluehost Par Discount Coupon Kaise Use Kare –
Main yeh tutorial shared hosting plan ke liye bata raha hun, jo any sabhi plan ke liye same hai.
1.Bluehost.in par visit kare aur Menu me Hosting > Shared Hosting > Linux Hosting chune.
2.Apna Country IND select kare aur Standard Plan ke buy now button par click karen.
3.Pahle se apke pas domain hai to is step ko skip kare, otherwise domain search kare. Dhyan rahe Sitelock aur CodeGuard ko unselect kare den.
4.Ab next window me Shared Linux Hosting (Standard) ke niche vale box me coupon code enter kare aur validate kare.

Congrats!! Ab 33% discount mil gaya.
5.ab proceed to payment kare aur payment option select kar payment process pura karen.
Aap is great offer ki taht hosting plan buy kar pure 33% money save kar sakte hai.
Is great offer ko apne friends aur social sites par bhi share kare aur comment kare.
Rahul Tiwari says
Ek or baat…Aajkal mai Google Ads me Namecheap.com ka Ad dekh raha hu…Iski hosting kaisi hai…ek baar is bare me bhi jarur bataiyega…
Thank You 🙂
Ravi Kumar says
Hi Rahul ji, Namecheap.com domain selling ke jana jata hai. Hosting ke liye nahi.
Rahul Tiwari says
Hello Ravi Bhai, Kaise hain aap or aapka UC account kaisa chal raha hai?
Mai apne website ko Hostgator (Shared) par host kar raha hu..abhi maine Bluehost check kiya..Plan achcha laga lekin problem ye hai ki Hostgator par mere site ki hosting November last week me khatm ho rahi hai…Ab agar mai abhi bluehost ki hosting kharid lunga to Hostgator ka jo bacha hua 1 month hai vo to khatm ho jayega?
Dusra Sawal: Jab hum site ko WordPress par banaya hai to Bluehost ka wordpress hosting kyu nahi liya ja sakta? Kya WordPress hosting lene se koi problem aayegi?
Tisra Sawal: Agar mai Bluehost ki hosting le leta hu to hostgator se bluehost par sare post transfer karne honge? aise me kuch link me 404 ka error bhi to aa sakta hai, ya hamare site ki ranking par bhi fark pad sakta hai?
Abhi mere site ki traffic daily around 1000 hai…To mujhe hostgator par hi rahna chahiye ya bluehost choose karna chahiye?
Aapke reply ka wait rahega.. 🙂
Ravi Kumar says
Hi,
1.Filhal UC News par work nahi kar raha hun.
2.Bluehost aur Hostgator ki hosting ek jaisi hi hai.
3.8000-9000 pvs daily tak hostgator handle kar sakta hai.
Uske bad aap Cloudways ya Digital Ocean se hosting plan buy kare. Best hosting company hai.
Rahul Tiwari says
Reply ke liye THANKS. 🙂
Ab mai befikr hokar hostgator ka plan renew kar sakunga…
Aapke Sare post padhta hu lekin comment tabhi kar pata hu jab mujhe kuch puchna hota hai…Iske liye Sorry… 🙁
Ravi Kumar says
Thanks Rahul Ji to read all my posts. 🙂
Comment na karane ke liye sorry ki koi jarurat nahi. balki ye bilkul sahi hai, jab comment ki jarurat ho to tabhi comment kare.
Isse pata chalta hai-
1.User ke pas real problem hai.
2.Vo backlink ke liye comment nahi karta hai.
3.Real comment me real touch hota hai, jise sidhe blog owner bhi feel karata hai.
Regards Bro
Ravi Kumar
Mahatab says
Bhai go daddy hosting Keisi hai
Ravi Kumar says
Bhai Godaddy ek new blog ke liye thik hai, par jaise hi blog traffic badhegi to 502, 524 problem ane lagti hai.
Shafiq ur Rehman says
Hi,
I want to buy Bluehost hosting for 5 years but i don’t have paypal account and credit card can u please tell me how can i buy from any other payment methods?
Thanks
Ravi Kumar says
Try
1.EntroPay
2.ICICI Credit Card
3.HDFC Debit Card