Aise bahut se reasons ho sakte hai, BSNL Prepaid / Postpaid Call Details janane ke liye….. But kabhi aise situations create ho jate hai, jismen call details list janana behad jaruri hota hai, jisse situation ko handle kiya jaa sake.
Isliye aap mobile se call details nikalne ke liye koshish kar rahe hai, par yadi vah user smart hoga, to call history delete kar dega.
Tab aap mushkil me pad jayenge. To main aapko bata dun Every Telecom Company SIM se call details janane ki facility provide karti hai.
Aise me agar aap BSNL SIM ke customer hai to aap bhi apne BSNL Number se Call History nikal sakte hai.
Table of Contents
BSNL Mobile Call Details Nikale
Main aapko BSNL SIM se call history nikalne ka four method batayunga, jo following situations me working hai.
BSNL Call History Janane Ki Kyu Jarurat Pad Sakti Hai
1.Missing Phone – Jab aapka lost phone aapko mil jata hai, yah janana jaruri ho jata hai ki kahi aapke phone ko misuse to nahi kiya gaya. Jise aap call details se jan sakte hai.
2.Police Case – Every crime-case me phone call details police ke liye proof ki tarah hoti hai. Isliye police ko call history nikalana padta hai.
3.Relation Issue – Aapke piche aap ke relatives kya karte hai ya kisse se calling karte hai. Ise sahi se janane ka ek hi tarika us number ki call history nikalava len.
4.Billing – Jab aap billing karte hai aur kabhi jyada bills aaye to call details ki jarurat padti hai.
BSNL Call Details / History Kaise Jane
Main aapko BSNL Call Details janane ke three tarike batayunga, to chaliye jante hai.
#1.USS Code se BSNL Call Details Kaise Jane
Is method se aap last 5 call details ko jan sakte hai aur yah method sabse fast bhi hai. Is method ki sabse achchi khasiyat hai ki ise use karne se kisi other person ko pata bhi nahi chalega.
1.BSNL Number se *123# dial kare.
2.Ab bahut se option show hoga. Jismen aap Last 5 Call Details find kare.
3.Yah number 7 par hoga, aap number 7 press kar, send kare.
Ab aapko samane kuch second me Last 5 Call Details aa jayenga.
#2.SMS se BSNL Call Details Kaise Jane
Yadi aap call details SMS me pana chahate hai to ye tarika apply kare-
1.Phone ke message box me jaye.
2.Last Five likhe aur 53733 par send kar de. Aapko last 5 calls ki details mil jayegi.
Or
Yadi aap keval last call ki details janana chahte hai to “LAST” likhe aur 53733 par send kar den.
#3.Mobile App Se BSNL Cellular Call Details Kaise Jane
Yah tarika innovative hai, jo smartphone users ke liye applicable hai. Is tarike ka sabse bada benefit hai ki aap last one month ki call details jan sakte hai.
1.Mubble:Recharge Plans & Prepaid Bill app install kare.
2.Language select kare.
3.Permission grant kare.
4.Ab yah app automatically aapke SIM ko detect karega, jo 3 steps me pura hoga.
5.Ab number verify kare.
6.Email ID enter kar sign up kare. Email par aapko call details ki jankari milegi.
7.Ab call history show karane ke liye dubara se Permission approve kare.
8.Ab app ne aap ki SIM ko access kar liya hai. aap Bill par click kar call details nikal sakte hai.
9.Next window me aap 30 days select kar Get By Email par click kare.
Congrats, aapke email id me 30 days ki call history received kar chuke hai. Yah file pdf me hoti hai.
#4.Web Portal
Yah 100% working method hai, jisse aap quickly BSNL Call Details nikal sakte hai.
1.BSNL Portal par visit kare.
2.Mobile number enter kare.
3.OTP ko enter kar login ho jaye.
4.Dashboard me Call Details par click kare.
Is tarah aap best four methods se BSNL Prepaid ya Postpaid call details nikal sakte hai.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Whatsapp aur Twitter par share kare.
Sachin fonde says
Call details bsnl Thanks
Samdar saini says
Sir mera nhi nikal rha h kese nikalu
Samdar saini says
Link bhej sakte ho kya mobile bhi mere pass hi h
DHEERAJ KUMAR says
SIR M APNE NO KI CALL DETAIL NIKALNA CHATA HU (2013 SE 2019) TK KI SARI CALL DETAIL
KS ENIKAL SKTA HU
PLS HELP SIR
Naresh kumre says
Game bsnl sim se 3 month ki call details nikalne ka tarika batao
Bhupi panwar says
Sir mai bsnl number ki official website se register krne ke baad apni call history kaise nikal skta hu q ki dashboard me call history ka option nhi show ho rha h plz help me
Ravi Kumar says
Ha, update ke BSNL valon ne call history option hata diya. ab is baare me BSNL Customer Care Executive hi better help kar sakte hai.
Bhupi panwar says
Sir costumer care se muje koi help nhi mil rhi h
Ravi Kumar says
Sorry Bhupi ji, I can’t help anymore.
ahmed says
dosre bsnl prepaid num k call history kaisa nikal saktha. bina otp aur phone cheyya bina
Ravi Kumar says
Aap BSNL Call Center se contact kare
Vishal says
Junko contact krna hoga aur uska contact number kya h
Ravi Kumar says
Mera Matalab BSNL Customer Care Executive, inse aap baat karen.
Vishal says
Kisi dusre person k bsnl number ka call detail kaise nikal sakte h uska mobile bina liye hue bina otp ke.
Ravi Kumar says
Tab aap BSNL valon se contact karo
Hasmukh says
Help