ICAI ne IPCC Result / CA Intermediate result announce kar diya hai, jise aap ICAI ke official website par jakar check kar sakte hai. But official website par high volume traffic aane par server down ho gai, jisse candidate ko problem face karana pada.
Aise aapke sath naa ho, isliye ham aapko char tarike bata rahe hai, jisse aap IPCC ka result check kar sakte hai.
IPCC Result May 2018 Check Kaise Kare
ICAI ne IPCC ki may 2018 ki bench ke liye result announce kar diya hai, jisme deshbhar se lakho students se participate kiya tha, jise aap aage bataye gaye four tarike se check kar sakte hai.
Is exam me passed candidate Intermediate ki final ke liye preparation karenge. ICAI ne old and new bench ke IPCC candidate ke liye result declare kiya hai, jise aap aise check kar sakte hai.
Method – 1
ICAI intermediate ka result find karane ka first preferred official method hai, jo behad easy hai.
1.ICAI ki official website visit kare.
2.IPCC Result May 2018 link par click kare.
3.Opened form me required details submit kare.
4.Result show hone lage, use download kar len.
Metho-2
ICAI apne CA result website par specifically CA, CPT, IPCC se related exam details aur results available karta hai.
1.ICAI ki CA result website par visit kare.
2.IPCC Result May 2018 link find kare aur click kare.
3.Opened form me required details submit kare.
4.Result show hoga, use download kar len
Method – 3
High traffic ki vajah se ICAI ne candidate ko exam and result se related information dene ke liye third website banaya hai, jo ye hai.
1.ICAI ki Exam Website par visit kare.
2.CA Intermediate Result 2018 par click kare.
3.Form me jaruri details enter kare.
4.Result show hone ke bad download kare.
Method – 4
Yadi above methods se Intermediate result find nahi kar pate hai Bas keval is format me message karana hoga
Old Course ke liye
CAIPCold<space>Roll Number , ise 58888 par send kar den.
New Course ke liye
CAIPCNEW<space>Roll Number, ise 58888 par send kar den.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Twitter, Whatsapp aur Google Plus par share kare.
Leave a Reply