2009 me shuru hui Indian Government ki Aadhar Card program me people me shuru se hi khub ruchi dikhai thi. Jiske chalte kafi dhaddle se aadhar card banaya gaya. Jiske karana most of people aadhar card banane me khub mistakes hui.
Ek report ke according 60% se jyada aadhar card holder ke aadhar card me mistakes hai.
Jiske karan mistake ko correct karane ke liye dubara se aadhar card center ka sahara lena pada.
Yadi aap bhi aadhar card me correctness karavana chahte hai to aap 3 methods se adhar card ke mistake ko correct kar sakte hai.
Correctness ke liye apply karne ke bad jaruri hai ki Aadhar Update Status check karana. Taki aap new update aadhar card ko download kar sake.
Aaiye janate hai
Aadhar Update Card Status Check Kaise Kare
#1.Online Method
Aadhar card status check karane ka sabse quick method hai. jise aap easily done kar sakte hai.
1.UIDAI Official Website par visit kare
2.Ab Aadhar Update section me Check Status – Updation done online par click kare.
3.Ab 12 digit aadhar number, URN number aur captch enter kare aur Get Status par click kare.
Ab aapko aadhar update ka actual status pata chal jayega.
- Blog Se Kaise Kamaye ? Best 7 Tarike
- Whatsapp Ko PC/Laptop Me Kaise Chalaye
- Hotstar Video Kaise Downlod Kare [Top 2 Method]
#2.SMS Method
Is tarike se aadhar status check karana behad easy hoga, but kabhi-kabhi SMS ka reply nahi milta hai.
1.Message box me likhe
UID STATUS <space> 14 digit enrolment number
Ya
UID STATUS <space> 28 digit EID
2.Ab ise 51969 par send kar de.
#3.Toll Free Number
Yadi aap upar ke methods try nahi karana chahte hai to ye method aapke liye sabse aasan padega.
Aap toll free aadhar support number 1947 par call kare.
#4.Aadhar Card Center
Aap aadhar center bhi jakar aadhar status ko check kar sakte hai. Sath me Aadhar update request receipt le jana na bhule.
- Mobile Number Ko Aadhar Card Se Link Kaise Kare [Best 3 Tarika]
- Internet Se Paise Kamane Ke 10 Best Ways
- Airtel Free Internet Kaise Chalaye ? (5 Best Tricks)
- Blog Kaise Banaye & A Complete Guide with Pic
In Last Word
Aadhar card update karne ke bad aadhar card status check karana jaruri hai. Jise aap upar bataye gaye tarike se khud bhi ya dusre person ke help aasani se kar sakte hai.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to facebook, google plus, whatsapp aur twitter par share kare aur koi problem ho to comment kare.
Thanks to read out.
Leave a Reply