SSC (Staff Selection Commission) aaj yani 9 February 2018 ko Delhi Police Result 2017 ke result announce kar sakta hai.
Aap apna delhi police result ko SSC ke official website www.ssc.nic.in par check kar sakte hai.
Aap Kaise Easily Dehli Police Exam ka result check kar sakte hai, uske liye main aage aapko easy tarika batuaunga, usse pahle is exam ke kuch stats jan lete hai-
Yah exam last year ke 5 February se 8 February 2017 ke bich aayojit ki gait thi. Jiske liye 1, 55, 435 candidates ne apply kiya tha, but 1,44,814 candidate ne hi exam attend kiye.
Is exam ke answer key 21 December 2017 ko available kiya gaya tha. Jiska result aaj declare kiya jara raha hai.
Delhi Police Result Kaise Check Kare
Aap mere dvara bataye gaya tarike se easily apna result check kare sakte hai, to chaliye janate hai.
1.Staff Selection Commission ki official website SSC.NIC.IN par visit kare.
2.Homepage par jaye aur Delhi Police Constable Result link par click kare.
3.Ab ek pdf open hoga. Jise download kar le.
4.Ab use browser me open kare.
5.CTR+F press kare aur apne roll number enter kare.
Ab aap is tarike se easily apna result find kar lenge.
Delhi Police Cut Off
General category me male ke liye 78 marks aur female liye 73 marks cut off rah sakti hai. Vahi OBC male ke liye 75 aur female ke liye 69, SC male ke liye 68 aur female ke liye 64, ST male ke liye 67 marks aur female ke liye 57 raha sakti hai.
- MP Constable Result Kaise Check Kare
- IGNOU Term End Exam Result Kaise Check Kare
- CSBC Bihar Police 2017 Result Kaise Check Kare [Best Tarika]
In Last Word
SSC (Staff Selection Commission) Aaj Delhi Police Result 2018 announce kar sakta hai. Aap upar bataye gaye tarike se easily apna result find kar sakte hai.
Yadi aap is post helpful pate hai to Facebook, Whatsapp, Google Plus aur Twitter par share kare.
Sikendar bhagat says
Sikendarbhagat123@gimelcomvillchatrokusumtolipo, damudardist, latehar