India me cricket ke itne diwane hai ki yadi inki alag community bana di jaye to Cricket name ka new religion ban jayega.
I am sure aap bhi cricket ke fan hai, tabhi to aap is article ko read kar rahe hai. To aapko yah jankar behad khushi hogi ki aap cricket se money bhi win kar sakte hai.
Bas aapko karana hoga…, apne cricket skill aur knowledge ka use…., Fantasy Cricket Platform Dream11 par.
Kaise karenge ye sab chaliye jante hai details me-
Table of Contents
Dream11 Kya Hai ?
Dream11 India ki first most trusted fantasy sport platform hai. Jis par Cricket aur Football se related betting hoti hai. jo legal hai. Ispar users apni skill aur knowledge se money bet par lagate hai aur win karte hai.
Dusri language me kahen to, upcoming cricket match ke liye apna mix team banana hota hai. Ab aapki chune team ke players real game me achcha performance karte hai to aapko good points milega aur ranking high hogi. Jisse aap prize money win kar sakte ai.
Ye sab karane ke liye sabse pahle entry fees lagti hai, jo real me betting amount hoti hai.
Is platform ko do young avid sports fans Harsh Jain aur Bhavit Sheth ne 2012 me start kiya tha.
Us year dream11 ke jyada user base nahi the, lekin jaise-jaise awareness badhi to user base bhi badhane lage, 2014 me 10 lakh, 2016 me 50 lakh aur 2018 me 2 crore users ho chuke hai.
Dream11 Account Kaise Banaye & Paye Free Rs 100
1.Sabse pahle Dream11 App install kare. (yah app Google Play Store par available nahi hai.)
But ye Dream11 directly install nahi hoga, kuch error aa sakta hai. Isliye smartphone ke Setting>Security>Unknown Sources (allow installation of apps from unknown sources) ko on kare.
2.App open kare.
3.Enter Code par tap kare.
4.Ab is form me ye details fill up kare
-Enter Invite Code : HINDI217OP (P se pahle O hai, zero nahi) code jarur enter karega, tabhi Free Rs 100 bonus milega.
-Mobile No : Account verification ke liye mobile number jaruri hai.
-Email Id : Dream11 apke mail par current game aur prize money se related info mail par send karega.
-Password : Minimum 8 character ka password banaye, jismen 1 number aur 1 symbol jarur include kare.
Register par click kare.
5.OTP aayega, jo automatically fill up ho jayega.
Ab account verify hote hi confirm ho jayega aur aapke account me Rs100 credit ho jayega.
Dream11 Kaise Play Kare
Aap Dream11 tab hi khel sakte hai, jab cricket world me koi series ya league ho run kar raha ho. Abhi India me IPL khela ja raha hai to aap IPL team banakar play kar sakte hai.
1.Sabse pahle koi Upcoming Match pick up kare.
2.Ab aapko ek aisi team banana hai, jiske players achche form me ho aur every players ka us match me khelne ki puri possibility ho.
Aap dono teams ke best players se apni P11 bana sakte hai, but aap ek team se keval 7 players hi pick kar sakte hai.
Team me aapko is type ke player select karane honge. Jiske liye aapke milate hai 100 credit points, jisse aapko 11 players buy karna hoga.
– 1 WK (Wicket-Keeper)
– 3-5 BAT (Batsman)
-1-3 AR (All – Rounder)
-3-5 BOWL (Bowlers)
3.Ab aap jis player ko apne team me pick karan chahte hai to uske green plus button par tap kare.
4.Dono teams se mix team banana ke bad Next kare.
5.Ab selected players me kisi ko captain aur vice captain banaye.
(Dhyan rakhe Captain ko uske performance ka 2x points aur Vice Captain ko 1.5x points milta hai. Isliye soch samajh kar kisi bhi players ko captain aur vice captain banaye. Ye game changer sabit ho sakte hai)
6.Save Team kare.
7.Aapka team kuch is tarah show hoga.
8.Ab Join Contests par click kare.
9.Aapke samne contests list open ho jayega. Jise aap Prize Money aur Entry Fees ke base par join kar sakte hai.
Yah aapko user level ke base par kai type ke contests mil jayega
-Mega Contest
-Only for Beginners
-Hot Contest
-Popular Contests
-Contest for Champions
-Head to Head
-Winner Takes All
-Practice Contests
Yadi aap shuruaat me experience lena chahte hai to Practice contests join kare, jo bilkul free hai. nahi to Only for Beginners contest join kare.
Every contest ke sath ye details show hota hai-
Total Winnings (Amount) – Yah amount winners ko distribute kiya jata hai.
Winners – winner numbers
Entry Fee – contest me participate karane ke liye required amount
XX Team – Maximum team participate kar sakti hai.
10.Ab kisi contest par join kare.
11.Date of birth, State fill up kare aur Go ahead par click kare.
12.Join Contest ko confirm kare.
Ab aap chahe to My Team par click kar maximum 6 team bankar contest me participate kar sakte hai.
Note- Deadline ke bad aap apne team ko edit nahi kar sakte.
Dream11 Se Points Kaise Milate Hai (Dream’s Point System)
Dream11 jin rules se point provide karta hai. use Fantasy Point System kaha jata hai. Jo T20, ODI, Test Match, Batsman, Bowler, All Rounder, Fielder, Wicketkeeper ke liye different hota hai.
T20 Cricket Form
Batting
Run – +0.5
Bounder Bonus – +0.5
Six Bonus – +1
Half Century Bonus – +4
Century Bonus – +8
Dismissal for a duck – -2
Bowling
Wicket (excluding run out) – +10
4 wicket haul Bonus – +4
5 wicket haul Bonus – +8
Maiden over – +4
Fielding
Catch – +4
Stumping/Run out – +6
Run out – +4(Thrower) +2(catcher)
Other
Captain – 2x
Vice Captain – 1.5x
In Starting 11 – +2
Economy Rate
Below 4 runs per over – +3
Between 4-4.99 runs per over – +2
Between 5-6 runs per over -+1
Between 9-10 runs per over- -1
Between 10.1-11 runs per over- -2
Above 11 runs per over – -3
ODI aur Test ke liye Dream11 App me Fantasy Point System dekhen.
Dream11 Contest Kaise Win Kare
Dream11 me keval team bana lene se contest win nahi kar sakte hai. Ek contest win karane ke liye bahut se factors par work karna padta hai–
1.Right Player Select – Behatar performance vale player hi select kare, jo pichle kuch match me achche runs banaye ho aur uske present match me khelne ki puri possibility ho. All rounder players select karna sabse behtar ho sakta hai, because ye batting, fielding aur bowling me achche points de sakta hai.
2.Batsman vs Bowler – Team me sabse jyada batsman select kare ya bowlers. Use aap upar Fantasy Point System se jan gaye honge. Ek batsman 1 run banata hai to use keval 0.5 point milata hai, jabki bolar ko 1 wicket lene par 10 points.
3.Weather & Pitch – Jahan match hone vala hai, vaha ka condition aur pitch report jarur jane. Uske according hi player select kare.
4.Small Contest Joint Kare – Big contest me big competition hoga to winning chances bahut kam hoga. Isliye small contest join kare, jisse aapka winning chances jyada rahega.
Pro Tip– Aap deadline time se kuch minute pahle every contest ko dekhen, jisme maximum teams aur joined teams ke number me difference sabse jyada ho, use hi join kare.
5.Captain & Voice Captain – Ye dono role game changer hote hai. isliye jyada soch vichar kar ke hi captain ya voice captain banaye.
Pro Tip– Pitch batting friendly ho to opener ko caption banana achcha rahege, yadi pitch iske ulat ho to bowler ko captain bana sahi rahega.
Vahi dusri taraf voice captain kisi all rounder ko banana sabse best rahega.
Final Touch
Yadi aap cricket ke deewane hai to ab thoda cricketing dimag ke ghode daudaye aur upar bataye gaye tricks se fantasy league jitkar bahut sara money win kar sakte hai, vo bhi keval small investment se.
……to ab Let’s play.
Yadi aap is pos ko helpful pate hai to Facebook, Whatsapp aur Twitter par share kare.
MAHOR says
BHUTT ACCHI JANKARI & GOOD ARTICLE
THANKS FOR SHARING
Ravi Kumar says
Welcome Dear
Nomi says
मेने अपना अकाउंट Dream11 पर successfully बना लिया है सर। इसके लिए आपका धन्यवाद।????
Ravi Kumar says
Thanks, Kya aap Free Rs100 bonus paye?