DU (Delhi University) ne Under Graduate Course ke entrance exam ke liye admit card jari kar diya hai, jise aap DU ke official website par jakar download kar sakate hai
Kaise aap download kar sakenge, aap apna admit card, uska sabse simple tarika batayunga, jise janate hai.
Table of Contents
DU Admit Card Download Kaise Kare
Delhi University under graduate course ke liye 3,00,000 students ne apply kiya tha, jismen 2,78,544 student exam fees ki payment kar chuke hai. DU me under graduate course ke liye 55,000 seats available hai.
Ab janate hai, kaise DU admit card download kar sakenge.
1.DU ke official website par visit kare.
2.Download Admit Card par click kare.
3.Registration number aur Date of birth enter kare
4.Admit card show hone lagega, jise download kar len.
5.Admit card me exam center aur exam date hoga.
Exam Date
Yah exam stream me based par hoga.
BSC Physical Education, Health Education, Sport Science – 18 June
BA Honours Mutimedia and Mass Communicatio (Girls) – 20 June
BA Honours Humanities and Social Science and B Tech – 21 June
Entrance Exam Dene ke liye ye jaruri chije sath le jaye –
1.Admit card ki copy
2.ID Card, jisme photo ho. Jaise aap identity ke liye ye proof le sakte hia.
Aadhar Card,
Driving License
Pan Card
Voter ID Card
Passport
College ID Card
Examination hall me seats koi fix nahi hai, pahle aayo pahle payo ke base par exam sitting hoga.
Admission Cut Off List
Under Graduate exam hote hi DU cut off list declare kar degi, jiske base par admission mielga.
Aap apna result DU website par check kar sakenge.
In Last Word
Hamane DU admission admit card download karane ka sabse effective tarika bataya hai, jisse aap easily apne work ko easily done kar sakte hai.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Whatsapp, Google Plus aur Twitter par share kar sakte hai.
Leave a Reply