Gujarat Board ne 10 May 2018 ko GSEB Class 12th Science Result 2018 declare kiya tha. Ab GSEB jald Gujarat class 12th Art/ commerce result 2018 announce karane vala hai, jise aap in tariko se check kar sakte hai.
Chaliye jante hai,
GSEB HSC General Stream 12th Result 2018 Kaise Check Kare
Gujarat HSC Board ne GSEB HSC General Stream ka exam ko 12 march se 28 march ke bich organize kiya tha, jisme 4 lakh student ne participate kiye the. Jiska result board jald announce karane vala hai.
Last year general steam ke exam me 5,05,651 students ne participate kiya tha. Jisme total 2,81,256 students hi pas sake. Is tarah 2017 ka passing percentage 56.82 raha. Jismen 70 % girls aur 47.28% boys passed hue the.
Last year is result ko 17 May 2018 ko announce kiya gaya tha, is baar ye result May ke last week me expected hai.
#1. Method – GSEB Ki Official Website
Most of student is tarike se apna result check karane ke liye prefer karenge, jisse same time me huge students dwara website access karane se website overloaded ho sakti hai aur process painful slow ho sakti hai. aap dusra tarika use kar sakte hai-
1.GSEB ki official website par visit kare.
2.GSEB HSC General Stream Result 2018 par click kare.
3.Stream select kare aur roll number enter kare.
4.Result find kare aur use download kar len.
#2.Method – Exam Results
Examresults Gujarat Board ki new online result partner hai. Jaha every state board exams ke result available kiye jate hai.
1.Examresults.net par visit kare.
2.GSEB HSC Result 2018 par click kare.
3.Relevant data enter kare.
4.Result show hoga.
#3. Method – Bhaskar.com
Official website par huge load dekhate hue Bhaskar.com ne GSEB HSC Result check karane liye special page banaya hai, taki students smoothly apna result check kar sake.
1.Bhaskar ke result page par visit kare.
2.Gujarat Board 12th General Stream Result 2018 par click kare.
3.Related Data submit kare aur Result paye.
#4. Method – Jagran Josh
Kai year se Jagran Josh online studying materials available karane ke liye Indian Students ke bich popular website hai. ab result bhi available karvata hai.
1.Jagranjosh.com par visit kare.
2.Gujarat HSC Board Exam – General Stream par click kare.
3.Roll number enter kare aur stream select kare.
4.Result find out kare.
#5. Method – India Result
India me all exam results available karane ke liye Indiaresults.com sabse popular website hai, jo kai state exam board ka official partner bhi hai.
1.Indiaresults.com par visit kare.
2.HSC General Stream Exam Result 2018 par click kare.
3.Seat number, Name, Mobile Number, Email Id enter kare.
4.Result show up hoga, use download kar len.
Hope apane successfully result check kar liye honge.
A Kind Request For You – Is post ko share kar apne friend ko result find karane me help kare.
Leave a Reply