Exam ke bad all student relax ho jate hai, par jab result ka time aata hai, to sabhi ko tension dubara aane lagta hai. Par aapko tension ki jarurat nahi hai, aapka achcha hi result hoga, jise Gujarat Board jald hi declare karane vali hai.
Jise aap GSEB ki official website par check kar sakte hai, iske alawa 4 aur methods se apna result check kar sakte hai.
Aaiye jante hai –
Table of Contents
Gujarat Board 10th Result 2018 Kaise Check Kare
Is saal 11.03 lakh students ne is exam ko attend kiya hai. Jise Gujarat Board ne 12 march se 23 march 2018 ko conduct kiya tha. Pichale saal board ne is exam ke result ko 29 May 2017 ko announce kiya tha aur 68% student pass hue the.
Is year Gujarat board May ke last week me is result declare kar sakti hai. jise aap is tarah se check kar sakte hai
#1 Method – GSEB Ki Official Website
Result check karne ke liye yah official tarika hai. jispar sabse pahle result declare kiya jayega, jaha kuch steps me apna result check kar sakte hai.
1.GSEB ki official website par visit kare.
2.Gujarat SSC Result 2018 par click kare.
3.Roll number enter kare.
4.Result open kare.
5.Result download kar le.
#2 Method – IndiaResuts.com
Indiaresults.com par all India examination ke result announce kiya jata hai, jahan aap GSEB SSC ka bhi result check kar sakte hai –
1.Indiaresults.com par visit kare.
2.SSC Exam Results 2018 par click kare.
3.Related information enter kare.
4.Result find kare.
#3 Method – Bhaskar
Bhaskar News group ne is saal Board Exam ke special result page banaya hai, jahan aap apna result easily check kar sakte hai.
1.Bhaskar ke result page par visit kare.
2.Gujarat Board 10th Result 2018 par click kare.
3.Relevant details submit kare.
4.Result find kare.
#4 Method – Exam Results
Board classes ke exam result check karne ke liye is educational website ki help le sakte hai.
1.Examresults.com par visit kare.
2.GSEB SSC Result 2018 par click kare.
3.Details submit kare.
#5 Method – Jagran Josh
Jagran Josh Jagran News Group ki sabse popular educational sister website hai, jaha online studying materials ke sath all India examination ke result available kiya jata hai.
1.Jagranjosh.com par visit kare.
2.Gujarat SSC Board Exam par click kare
3.Details fill up kare aur result download kare.
#6 Method –SMS
Yadi aap internet access nahi kar paa rahe hai to aap apne feature phone se bhi apna result check kar sakte hai. jiske liye apko SMS ke is format ko use karna hoga.
SMS-RESULT<space>GSEBSSC<space>Roll Number – send it to 56263
Hope aapne apna successfully result check kar liya hoga.
A Request For You – Is post ko share kar apne friend ko result find karane me help kare.
Leave a Reply