Jharkhand board May ke last week me Class 10th Matric ka result announce kar sakta hai. Aap us din JAC board ki official website par apna result check kar sakte hai.
But us din JAC board ki official website par jyada traffic aane ki vajah se aapko problem ho sakti hai, isliye main aap ko 6 tarike bata rahun, jisse aap easily and quickly result check kar sakte hai.
Chaliye jante hai-
JAC Class 10 Matric Result 2019 Kaise Check Kare
Is saal 3.16 lakh student ne JAC metric exam ko attend kiye hai. Jiski announcement JAC board jald karane vala hai. Aap in tariko se apna result check kar sakte hai-
Method-1 JAC Board
Aap JAC board ki official website par jakar, is tarah se apna result check kar sakte hai, but most of students is tarike se apna result check karane ki koshish karenge, jisse website slow ho sakti hai aur apako problem ho sakta hai. Aap alternatives use kar sakte hai-
1.JAC board ki official website par visit kare.
2.JAC Class 10 Result 2019 link par click kare
3.Apna details submit kare aur result find kare.
Method- 2 India Result
Indiaresults.com exam ka result janane ke liye sabse popular and specific website hai, jaha aap simple kuch steps me apna result check kar sakte hai-
1.Indiaresult.com visit kare.
2.Result of Secondary Examination 2019 par click kare.
3.Roll number enter kare aur result search kare.
Method- 3 Jagran Josh
Jagran Josh result janane ke liye ek behatar website hai, jahan aap simple steps me apna result jan sakte hai.
1.Jagranjosh.com par visit kare.
2.Jharkhand Board 10th Result 2019 par click kare.
3.Roll number enter kare aur result find kare.
Method-4 Exam Results
Examresults.net ek newly website hai, but results janane ke liye effective website hai, jo SMS dvara bhi result notify karti hai.
1.Examresults.net par visit kare.
2.JAC Matric Exam 2019 par click kare.
3.Roll number submit kare aur result paye.
Method- 5 Bhasker.com
1.Bhasker ki result page par visit kare.
2.JAC 10the Result 2019 par click kare.
3.Details submit kare.
4.Uske bad result show hoga.
Method- 6 SMS
Yadi aapko internet access karne me problem ho rahi hai to aap SMS dwara apna result jan sakte hai-
Jharkhand Class 10th Results 2019 on Mobile – SMS
SMS – RESULT<space>JAC10<space>ROLL CODE + ROLL NO<space>REGISTRATION NUMBER – Send it to 56263
In Last word
Internet par JAC result janane ke liye kai methods available hai, par main jo 5 method bataye hai, vo sabse effective hai. Jinko use kar aap easily apna result jan sakte hai.
Hope apne successfully apna result find kar liye hone.
A Request for you– Is post ko share kar apne dost ko result find karane me help kare.
Leave a Reply