Aaj CBSE (Central Board of Secondary Education) country ki sabse badi technical exam IIT (JEE Advanced) ka exam result aaj declare kar di hai. Jise aap JEE Advance ke official website par check kar sakte hai. Kaise check kar sakenge, is aage janege.
CBSE ne exam 20 may 2018 ko JEE Advance examination organize kiya tha, jisme JEE Mains me passed 2,24,000 candidates ne is exam ko attend kiya tha. Jiska result aaj declare kiya gaya.
Is exam ko single day ke liye organize kiya gaya tha, jisme do papers ka exam liya gaya tha. Paper total 180 marks ka tha , jismen Physics,Chemistry aur mathematic 60-60 marks ke the.
JEE Advanced me passed student ko seat 19 Jun 2018 ko allocate kiya jayega.
JEE Advance Result Kaise Check Kare
CBSE ne JEE Advanced result check karane ke liye behad hi simple process bana rakha hai, jisse aap kuch minute me apna result check kar sakte hai.
Result check karane ke liye is steps ko follow kare.
1.JEE Advance ke result page par visit kare.
2.Ab ek form opan hoga.
3.Ye details submit kare.
– Registration Number
-Date of birth
-Mobile Number
-Email Address
Kaise IIT aur Branch Select Kare
15 June 2018 se Joint Seat Alloaction Authority (JoSAA) counselling start kar rahi hai, usi din IIT aur branch ke liye registration shuru hoga. Eligible candidats 23 IITS, 31NITSs, 23 IITs aur 23 GFTIs ke liye apply kar sakenge.
Ab course aur cut off ko dhyan me rakhkar list banaye. JoSAA 27 june ko first seat allotment announce karega.
- Facebook Hack Kaise Kare (Simple 3 Methods)
- PM Mudra Scheme Ke Tahat Loan Ke Liye Apply Kaise Kare
- Money View App Se Loan Kaise Le ? [In Two Hours]
- WhatsApp Plus Kya Hai ? Ise Kaise Install Karte Hai?
- Whatsapp UPI Payment Feature Kya Hai & Kaise Use Kare?
In Last Word
CSBE ne JEE Advanced ka result announce kar diya hai, jise aap upar bataye gaye tarike se easily check kar sakte hai.
Yadi aap is post ko helpful paate hai to Faebook, Whatsapp, Twitter aur Google Plus par share kare.
Leave a Reply