Technology ke yug me Movie dekhna ho ya Serial , to Online tarike se behatar kuch nahi ho sakta, because yahan aap jab chahe-jahan chahe apne favorite show dekh sakte hai. vahi kisi show ke all last episodes ek sath dekh sakte hai.
aap ye wish Hotstar, Sony Liv, Voot, Zee 5, Alt Balaji, Jio TV aur Jio Cinema par pura sakte hai. par inmen se most of platform ko mobile par hi play kar sakte hai, jisse TV vali feelings nahi aati hai.
Par yahan ham is post me aapko batayenge ki –
Jio Cinema Ko PC Me Kaise Chalaye
5 September 2016 ko launch hui Jio ne apne subscribers ke liye group of Apps bhi launch kiya tha. Jo hai-
1.My Jio
2.Jio Saavn
3.Jio TV
4.Jio Cinema
5.Jio Chat
6.Jio Mags,
7.Jio Xpress News
8.Jio Cloud
9.Jio4GVoice
10.Jio Money
11.Jio Security
12.Jio News Paper
13.Jio Net
14.Jio Health Hub
Ismen entertainment ke taur par Jio Cinema bahut popular ho hui, jahan aapko ad free 1+ lakh hours ke video content (Movies, show and web series) milega. Sath hi dusre platform par milane vale most of premium content (ALT Balaji) is platform par free milega.
Jio Cinema’s Popular
Jio cinema par aap Hindi, English, Telugu, Kannada, Tamil, Punjabi, Gujarati, Bengali, Bhojpuri aur Malayalam ke movies & show dekh sakte hai,
jismen aapko action, adventure, animation, biography, comedy, crime, drama, family, fantasy, history, horro, music, mystery, mythology, reality, romance, sports, thriller aur war genre ke content ka bhi maja le sakte hai.
To ab janate hai-
Jio Cinema Ko PC Me Chalane Ke Tarike
#1.Jio Cinema Desktop Version –
Jio Cinema app ko Jio ke launch ke sath hi google play aur apple store me published kar diya gaya tha, lekin kuch months ke bad Jio Cinema ke website ko bhi launch kiya gaya, jisse Jio Cinema ko laptop bhi enjoy kiya ja sakta hai. but aapko iske liye following tariko ko follow karana hoga –
1.Jiocinema.com par visit kare.
2.Kisi video par click kare.
3.Ab Aapko Jio Number ya Jio ID se login hona padega. Iske liye OTP authorization pass karana hoga.
4.Iske bad aap bade maje se premium movies and show ko free me dekh sakte hai.
#2.Emulator Method – Yah tarike thoda complex hai, but 100% working hai.
1.PC me Bluestack Android Emulator download kare.
2.Install kare aur Account create kare.
3.Bluestack me Google Play se Jio Cinema App install kare.
4.Install ke open kare aur Jio Number ya Jio ID se login ho jaye.
Iske bad freely Jio Cinema ko apne Laptop ya PC par dekh sakenge.
If you found the post, please share on Facebook, Twitter and Whatsapp. Thanks to read it.
Leave a Reply