Jio India ki fastest growing 4G network hai, jise Reliance Industries ke founder Mukesh Ambani ne 2007 me launch kiya tha. Tab se jitni fast speed se growing ki hai, ki world ka fastest growing telecom company ban gai.
Ab Jio itni badi ho chuki ki telecom market me bahut competition increase ho chuka hai, jiske karan 18 year old Aircel close ho gai.
Jio ka fast growing ka main reason tha free service, uske bad cheap service.
Lekin aaj ham aapko batane ja rahe hai
Table of Contents
Jio Unlimited Free Internet Kaise Chalaye
Jio ek new company hai isliye Jio free internet chalane ke liye jyada tricks available nahi hai. Isliye ham aapke liye do tricks available kar rahe hai, jisse aap free internet chala sakte hai-
Droid VPN Method
Is method ke liye aapko in chizo ki jarurat padegi-
1.Jio 4 SIM (not Jio Phone SIM)
Ab jante hai ise method se kaise free Jio internet chala sakte hai
1.DroidVPN ko download kare aur phone me install kare.
2.DroidVPN ko open kare, account banaye aur login ho jaye.
3.Setting option open kare aur UDP setting me jaye.
4.Ab UDP ports ke niche Local Ports me 55957 aur Remote Ports me 44186 paste kare.
5.UDP Connection me Mode-1 select kare.
6.Ab DroidVPN ke homepage par aa jaye aur kisi bhi free server ko choose kare.
7.Kuch seconds ke liye waite kare, aapka Free Unlimited Jio Internet chal jayega.
Web Tunnel Method
Is method ko use karane ke liye in chijo ki jarurat padegi-
2.Jio 4G SIM (not Jio Phone SIM)
Ab jante hai Web Tunnel Method se free Jio 4G Internet kaise chalaye
1.Sabse pahle apne mobile phone me Web Tunnel ko download aur install kare.
2.Ab Web Tunnel open kare aur kisi free server ko connect kare.
3.Web Tunnel ki setting me jaye Header Host ko Jio.com se replace kar de aur Port No.80 kar de.
4.Ab Connect option par click kar aur kuch second me free Jio internet chalane lag jayega.
In Last Word
Internet par Free Jio Internet chalane ke liye bahut se method available hai, but sabhi effective nahi hai, because Jio ek new company hai, jiske karan koi bhi iske network ke jyada loophole find nahi kar saka hai.
Isliye ham aapko free jio internet chalane ke liye do hi method available karva paa rahe hai, jo effective and easy hai.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Whatsapp, Twitter aur Google Plus par share kare.
Aryan says
Good information but mere phone me thoda problems Aa rha hai.. Kya koe aur tarika hai
Ravi Kumar says
What is a problem dear ??
Umesh says
Yar droidvpn app to kam nahi kar raha hai.
Ravi Kumar says
Sorry developer ne ise support karana band kar diya hai.