Blogging First

Learn Blogging & SEO Tips

Jio Phone Me Whatsapp Kaise Chalaye

By: Ravi Kumar

Jio ke founder Mukesh Ambani ne jabse Jio Phone ko launch kiya hai, tab se ise bahut se people ne buy kiya aur daily need ke liye use bhi kiya hai because kam price me aapko smartphone vali feeling mil jati hai.

Lekin is phone me Whatsapp aur Hotspot na hona, aaj ke time ke hajam nahi hoti hai. kyonki aaj ke time Whatsapp ke bina koi bhi phone smart nahi ban sakta hai.

Isliye friends, aaj main aapko aisa trick batane jaa raha hun, jisse aap apne Jio Phone me whatsapp chala sakte hai.

Ab aap bhi dusre smartphone ki tarah apne phone me whatsapp ko enjoy kar sakte hai.

Yah trick behad hi simple hai, jise aap 1 minute me kar sakte hai. to chaliye jante hai

  • Whatsapp Business App Kya Hai ?
  • GBWhatsApp Kya Hai & Ise Kaise Install Kare

Jio Phone Me Whatsapp Kaise Chalayejio phone me whatsapp kaise chalaye

Is tarik ko use karne ke liye aapko keval internet aur Jio Phone ki jarurat hogi.

  • GBWhatsApp Kya Hai & Ise Kaise Install Kare

1.Sabse pahle aap Jio phone ka browser open kare.

2.Ab Google me www.browserling.com ya Browserling type kare.

3.SERP me Browserling par click kare. [ab account create kar sign in ho jaye]

4.Open window me htt:// ke bad web.whatsapp.com likhe aur niche Internet Explorer chhodkar browser chune.jio phone me whatsapp kaise chalaye

5.Ab Test Now par click kare. Aapke mobile Whatsapp Web ka QR Code open ho jayega. button 3 press kar QR Code ko zoom kar len. whatsapp qr code

6.Ab Pahle jis smartphone me aapka Whatsapp Account hai. Usme Whatsapp open kare.

7.Us Whatsapp ke top right me three dot par click kare. Aur Whatsapp Web chune aur QR code ko scan kare.

whatsapp-web-option
Whatsapp Web Option

8.Scanning finish hote hi aapka whatsapp account Jio Phone me open ho jayega.whatsapp in jio phone

Congrats, ab aap aaram se Jio Phone me whatsapp use kar sakte hai.

  • Whatsapp Hack Kaise Kare? (Best 7 Simple Method)
  • Whatsapp Ko PC/Laptop Me Kaise Chalaye
[eh_optimize_youtube_embed video=”https://www.youtube.com/watch?v=KdK4ng1gvT0″ banner=”https://img.youtube.com/vi/KdK4ng1gvT0/sddefault.jpg” alt=”free internet” width=”722″ height=”350″]

In Last Word

Jio ne abhi Jio phone ke liye kisi bhi tarah ka modified whatsapp launch nahi kiya hai. Isliye aap Genuine tarike se Jio phone me whatsapp nahi chala sakte hai. Is tarick aap keval existing whatsapp account ko open aur run kar sakte hai.

Yadi aap is post ko helpful pate hai to Whatsapp, Facebook, Google Plus aur Twitter par share kare.

Share with your world!!

WhatsAppFacebookTwitterGoogle+pinterestLinkedInBuffer

Related Posts

  • jio prime membership renewalFree Jio Prime Membership Kaise Renewal Kare
  • jio coin kya haiJio Coin Kya Hai ? Iske Kya Benefits hai [Best 3 Benefits]
  • jio phone software update kaise kareJio Phone Software Kaise Update Kare
  • jio sim par free callertune kaise activate kareJio SIM Par Free Callertune Kaise Activate Kare [2 Best Method]

Filed Under: Jio

Get Latest Updates & Tips

(Inbox Me Confirm Link Par Jarur Click Kare)

Comments

  1. SATYAM PANDEY says

    at

    agar koi pahle se smartphone me whatsapp account na ho to kaise es jio wale phone chalaye.please replay jarur dijiye

    Reply
    • Ravi Kumar says

      at

      nahi bhi bina dusre smartphone ke help se Jiophone me whatsapp nahi chala sakte

      Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Copyright © 2022 · About Me · Contact Me · Privacy Policy · TOS · Disclaimer · Sitemap · DMCA.com Protection Status