LIC India ki sabse popular insurance company hai, jisme mostly Indian people insurance policies buy karte hai. Unme se aap bhi ek honge.
Insurance buy karane ke bad Premium ka payment sahi time par karana behad jaruri hai, otherwise penalty pay karana pad sakta hai, jise aap agent ke dvara ya nearest LIC center me visit kar payment kar sakte hai.
But is tarah ke work me priceless time lagta hai, but ab aap bina time spend kiye and kahi gaye, ghar baithe hi LIC Premium ko time par payment kar sakte hai.
Iske liye simply aapko use karna hoga, Paytm, jisse aap aage bataye gaye tarike se LIC Premium pay kar sakte hai.
Paytm Se LIC Premium Pay Kaise Kare
Paytm se LIC premium pay karan behad hi simple hai, jiske liye following item ki jarurat padegi
1.Paytm Account
2.Internet Enabled Laptop/ Smartphone
3.Policy Number
4.Paytm Balance / Net banking / Debit Card
Paytm se LIC Premium pay karane ka sabse big benefit hai ki Paytm me policy number enter karte hi Paytm LIC API ke dvara aapke premium ka calculation karti hai,
yani aapko Premium ke liye kitana pay karana hoga, use calculate bhi nahi karana hoga aur Payment ke bad LIC Premium payment ka receipt bhi provide karta hai.
Ab Paytm se LIC Premium payment karane ke liye ye steps follow kare.
1.Paytm account me Log in ho jaye
2.Ab Navigation bar me Insurance par click kare.
3.Ab open form me LIC likhe aur LIC of India select kare.
4.Policy number enter kare.
5.Get Premium par click kare
6.Paytm LIC API ke dvara exact Premium Amount calculate karega, jise aapko pay karana hoga.
7.Kuch second ke bad Consumer Details show hoga, kuch is tarah –
Policy Number – xxxxxxx
Customer Name – xxxxx xx
Due From – xx/xx/xxxx
Due To- xx/xx/xxxx
Number of Instalment – 1
Total Premium – xxxx
8.Ab Proceed to pay par click kare.
9.Paytm balance/ debit card/ net banking se payment kare.
10.Ab apko aisa message show hoga
Your Premium Payment is successful. Your receipt is xxxxxxx.
Ab aap Your Orders me jankar Paid LIC Premium ka receipt download kar sakte hai, jiske aap ye steps follow kar sakte hai.
1.Profile / Apne name par mouse hover kare.
2.Your Orders par click kare
3.Ab Premium Payment of LIC Policy No. xxxxxxx par click kare.
4.Payment Receipt par click kare.
5.Ab Premium Receipt PDF format me download ho jayega.
In Last Word
Digital age me technology ne life ko bahut hi easy bana diya hai, jiski help se aap apne most of work ko easily done kar sakte hai. Usme ek work hai, LIC Premium ka payment karna, jise aap upar bataye gaye tarike se 2 minute me done kar sakte hai.
Hope apne successfully apne LIC Premium pay kar liye honge.
Yadi aap koi problem face kar rahe hai to comment box me jarur share kare.
If you find the post helpful, please share on Whatsapp, Twitter, Facebook and Google Plus.
Leave a Reply