4G ke jamane me bhi kabhi-kabhi internet slow ho hi jata hai. Is vajah se Netflix live streaming me problem aati hai, jis vajah se user experience par bad impact padata hai. Isliye Netflix videos, movies aur web series download kar lena hi better hoga. Ham aapko is post me Netflix video download karane ka three tarika batayenge.
Netflix Video Download Kaise kare [Best 3 Way]
1997 me CD & DVD sell karne se shuru hui Netflix world ki sabse badi video on demand platform hai. Jo ab revenue ke according world ki seventh big company ban chuki hai.
Popular Shows
Best Hindi Show-Sacred Games, Baazaar, Andhadhun, Lust Stories, Little Things, Love per Square Foot, Sanju, Parmanu, Selection Day, Bareilly Barfi, Soorma. Parmanu, Rajma Chawal
Best English Show – Breaking Bad, BoJack Horseman, Stranger Things, Mad Men, The Office, Parks and Recreation, Friends, Arrested Development, Orange is the New Black, The Haunting of Hill House, Bird Box, The Princess switch, Doctor Strange, Frozen, The Wolf of Wall Street, Gerald’s Game
Netflix Video Download Karane Ka Tarika
Yahan ham aapko tin best tarike se bata rahe hai, jisse aap Netflix ke premium download kar sakte hai aur offline dekh sakte hai. (Yadi aapne Netflix subscribe nahi kiya hai to is tarike se First 30 Days ke liye free me use kar sakte hai.)
- WorldFree4u- 300 MB Bollywood Movie
Tarika – 1
Yadi aap Netflix Premium Account use kar rahe hai to aap following tarike se video download kar sakte hai.
1.Mobile me Netflix app ya Window 8/10 PC me Microsoft Store se Netflix software download kare.
2.Ab aap use video par jaye, jise download karana chahate hai.
3.Video ke down me My List, Rate aur Downloading button show hoga. Usme Downloading button par click kare.
Note– Netflix me 720 P ya 1080 P quality ki videos downlod kar sakte hai. Jise aap Setting ke downloading section me video quality set kar sakte hai.
4.Ab video download ho jayegi.
Downloaded videos ko dekhane ke liye menu bar ke My Downloads par click kare. Video choose kare aur dekhe.
Tarika-2
Yadi aap free me Netflix Video download karana chahate hai to yah tarika aapke liye hai –
1.Videoder app install kare.
2.App open kare aur Netflix search kare. (All choose kare)
3.Favorite video par click kare.
4.Quality ke base par video downloading link choose kare and download start kare.
PC se video downloading ke liye aapko Videoder ka window version install karna hoga aur same process ko follow karana hoga.
- Hotstar Video Movies Kaise Download Kare [Top 3 Method]
- Filmywap -Latest Hindi & Hollywood Movie Download
Tarika-3
Yadi upar ke dono tarike work nahi karte hai to yah tarika use kar sakte hai. But iske liye Netflix ko subscribe karana hoga ya fir aap apne friends ka premium Netflix account ka screen share kar video download kar sakte hai.
PC me screen record ke liye Apowersoft download kare aur mobile phone ke liye DU Recorder use kare. Ab is software ko install kare, screen record kare aur bad me us video ko dekh sakte hai.
- Zee TV Serial & Video Kaise Download Kare
- WorldFree4u- 300 MB Bollywood Movie
Is tarah aap best three tarike se Netflix video download kar sakte hai. Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Twitter and Whatsapp par share kare.
neeraj says
Good post sir
Iqbal Nafees says
Bahut achha laga post dekh kar… Badhiya tarika hai