Board of Secondary Education Rajasthan ne REET 2019 (Rajasthan Eligibility Examination for Teachers ) ke liye Admit Card release kar diya hai. Jise aap REET ke official website par download kar sakte hai.
Aap kaise easy tarike se REET ke liye Admit card download kar sakte hai, uske bare me main aage batayunga. Isse pahel REET se related kuch stats jan lete hai –
Yah exam Rajasthan ke kai centers par organize kiya jayege. Ek report ke according ise exam ke liye 9.80 lakh candidates ne apply kiya hai, jabki Board of secondary education Rajasthan ne November 2017 ko 25 thousand vacant teacher post ki vacancy nikali thi.
Jo candidates class 6 se 8 tak ke students ko padhana chahte hai, unka exam 11 February ko 10 am se 12:30 pm tak hoga aur jo candidates class 1 se 5 tak ke children ko padhana chahte hai, unka exam 2:30 pm se 5 pm tak hoga.
- Dhani App Kya hai & Kaise 3 Minute Me Loan Le Sakte Hai ?
- GBWhatsApp Kya Hai & Ise Kaise Install Kare
REET 2019 Ka Admit Card Download Kare
REET exam ka admit card download karana behad easy hai, jiski main apko process bata deta hun –
1.Aap reetbser.com par visit kare.
2.Uske home page par REET 2019 Admit Card ka link milega, use click kare.
3.Ab apne details ke sath log in ho jaye.
4.Admit card download kare le.
Ise aap rajeduboard.rajasthan.gov.in se bhi download kar sakte hai.
REET 2019 Exam Ka Performa Kaisa Hoga
REET Exam me 150 objective type questions aayenge. Is exam ko pas karane ke liye 60 % lana compulsory hai. Yadi aap Schedule Caste candidate hai to 36 percent lana compulsory hai.
Exam me passed candidates ko certificate diya jayega, jiski validation 3 year ke liye hoga.
In Last Word
Aap upar bataye gaye tarike easily REET 2019 ka admit card download kar sakte hai. aur apne exam me appear ho sakte hai.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Twitter, Google Plus & Whatsapp par share kare.
Leave a Reply