Kya aap rich ya amir hona chahate hai to kamayo….. khub kamayo (people yahi suggestion dete hai).
Yahi to wrong thinking hai. Ye main nahi Robert Kiyosaki ki book Rich Dad Poor Dad kahti hai.
Aapne aspass dekhe hi honge, jo 9 to 5 ki job karte hai, jarurat padane par 9 to 9 bhi kar lete hai. Aise aap bhi ho sakte hai. Lekin aapne inme se kitane ko rich hote dekha hai.
Yahan rich hone ka matalab big house, big car buy karane se nahi hai. Vah Financial Freedom se hai, yadi is sthiti ko paa lete hai, tab aap bina koi work kiye apni life ko spend kar sakte hai.
Is sthiti me pahunchana chahate hai to aapko jarur Rich Dad and Poor Dad jarur read karana chahiye.
Rich Dad Poor Dad Hindi PDF Download
Is book ke name par dhyan de to clearly two thoughts ki baat kiya ja raha hai. Jise writer Robert Kiyosaki ne two real characters se samajhaya hai. Actually me writer apne father ko poor dad aur friend ke father ko rich dad kahte hai.
Dono hi character, jab apni jindagi ki shuruaat kar rahe the, dono ki sthiti poor thi. Dono ne apne profession me khub mehanat kiya. Kuch years ke bad writer ke father ke pas big house aur big car thi.
Par ab unhen enjoy karane ki jagah jyada work karana padata tha, because rich hone ke sath unki liabilities badh chuki thi.
Vahi dusri or Friend ke father (Rich Daddy) ne big house, big car jaise chijo ko na kharid kar aisa system banaya, jo unke liye kaam kare.
Important Point of Rich Dad & Poor Dad
-Mostly every employee ko kam salary ko lekar complaint rahta hai. Par really me iske liye responsible khud employee hota hai, because uske mind me every time chalata rahata hai ki month ke end me bills & expenses pay karane hai.
Agar paise nahi kama saka to kya hoga. Jiske karan salary ko lekar jyada argument nahi kar pate hai. is dauran kahi na kahi job naa dene ka bhi dar hota hai. Jinse most employee compromised salary me hi work karane lagate hai.
-Jab company performance ke base par employees nikalata hai to us company ke share ki price increase ho jati hai. Kitna ajib hai na….. Jisse investor ko benefit hota hai. Yani aap samjh sakte hai, kaun company ka asli owner hai.
-Poor people keval kharch karte hai, middle class liability ko kharidate hai aur use property samjhate hai jaise House, Car, Bike, Mobile ko. But rich people vah property buy karte hai, jo paisa earn karta hai.
Listen Audio of Rich Dad & Poor Dad
Rich Dad & Poor Dad Downloading Link
Yadi aap Rich Dad & Poor Dad ko free download karana chahate hai to aapko behad kam hi resource milega. Lekin hamane aapke liye free link search kar laye hai, jisse Quality condition me Rich Dad & Poor Dad book ko download kar sakte hai.
Rich Dad Poor Dad Hindi | Link |
---|---|
Rich Dad Poor Dad English | Link |
Rich Dad Poor Dad Tamil | Link |
Friend, is post ko apne friends aur relatives ke sath bhi share kare, unki bhi situation aapki jaisi ho sakti hai.
Leave a Reply