Kya aap SBI Clerk Result 2019 check karana chahte hai to aapko jankar khushi hogi ki SBI ne 24 July 2019 ko SBI clerk Result release kar diya hai.
ab aise candidate jinhone Sales aur customer support ke liye exam attend kiye the, ve SBI ke official website par check sakte hai. But ham aapko result check karane ke do tarike batayenge, jisse aap easily apna result check kar sakte hai.
To chaliye janate hai
Table of Contents
SBI Clerk Result 2019 Kaise Check Kare
Desh ki sabse badi public sector ki bank SBI ne SBI Clerks Prelims Result released kar diya hai, jiska recruitment notification January 2018 me issue kiya tha. Is recruitment se SBI 9366 vacant post ko fill up kar karegi.
Is exam ko SBI ne 23,24,30 June ko different centres par held kiya tha.
SBI clerk prelims exam se qualified candidate ka august me main exam hoga, jismen 190 objective type questions honge, jo 200 marks ka hoga.
Is exam ke liye jald hi SBI admit card release karega.
Ab janate hai
SBI Clerk Prelim Result Kaise Check Kare
Ham SBI Clerk result check karane ke liye do official tarike batayenge. Jinse aap easily apne result check kar sakte hai.
Method – 1
Yah result check karane ka preferred official method hai, jispar aapko slow server ke karan problem face karana pad sakta hai.
1.SBI ki official website par visit kare.
2.Career Tab par click kare
3.Click on SBI Clerk Prelims Exam 2019
4.Ab Qualified candidate ki ek PDF file open hogi.
5.Jisme aap apna roll number find kar download kar sakate hai.
Method – 2
Yadi aap first method se result find nahi kar pate hai to is method ko try kar sakte hai.
1.SBI ki alternative website par visi kare.
2.Career section me jaye.
3.Ab SBI Clerk Prelims Result 2019 par click kare
4.Opened form me Roll number aur Date of Birth ya Registration number aur Date of Birth enter kare
5.Submit button par click kare.
6.Ab aapka result show hone lagega, use download kar len.
Hope apane successfully SBI Clerk Prelims Result 2019 find and download kar liye honge.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Google Plus, Twitter aur Whatsapp par share kare.
Leave a Reply