SSC MTS Result 2017 : Monday 15 January 2018 ko SSC ne Multi Tasking Staff – Non Technical 2016 ke pepar 1 ka result announce kar diya hai. Aap SSC ke official website par check kar sakte hai.
Aap SSC ke official website par kaise result check karenge, uske bare me aage details me batayunga. Isliye aap is post ko ant tak padhe.
Isse pahle ham aapko cutoff ke bare me batana chahunga. Is exam ke liye kitana cutoff rahega. Wo final exam hone ke bad hi pata chalega.
- Airtel Free Internet Kaise Chalaye ? (5 Best Tricks)
- Bitcoin Kya Hai ? Kya Isse Money Earn Kar Sakte Hai ?
Vaise main aapko SSC ke 2014 ke cutoff ke bare me bata deta hun.
Report ke according 2014 ke SSC MTS (Non Technical) Exam me 2,74,777 candidates ne exam diye the. Yah exam 1 February 2014 ko aayojit hua tha. Is exam se only 4,060 candidate ko pepar 2 ke liye select kiya gaya.
Aage report ke according delhi me general class ke liye 93.50%, Rajasthan me 110% aur Uttrakhand me 94% cut off raha.
SC Class ke liye Delhi me 92.50%, Rajsthan me 99% aur Uttrakhand me 85 % cut off raha.
Vahi ST class ke liye Delhi me 71.25%, Rajsthan me 99% aur Uttrakhand me 85% cut off raha.
Iske alava OBC class ke liye Delhi me 83.25% , Rajasthan me 100.75% aur Uttrakhand me 87.50% cut off raha.
Ab aap MTS 2016 ke liye kya cutoff rahane vala hai, use easily guess kar sakte hai.
SSC MTS Result 2017 Kaise Check Kare 
SSC MTS (Non Technical) 2017 ka result smoothly check kar sakte hai. Jiske main easy steps bata raha hun.
1.SSC ke official website WWW.SSC.NIC.IN par visit kare
2.Ab aapko home page par ke box dikhega, jisme bahut sare link honge. Usi me aap New Mutli Tasking (Non-Technical) Staff Examination, 2016 –Candidates qualified in Paper-I for appearing in Paper II ko find kar click kare. Click karte hi vo link new tab me open hoga.
3.Is window me SSC ke CR Region, KKR Region, MPR Region, NER Region, NR Region, NWR Region, SR Region, WR Region Result Link Milega, Aap apne Region ke Result link click kare.
Ab PDF File open hoga, jisme aap apna roll number find kare.
- Live Cricket Match Score Kaise Dekhe [Best 7 App]
- Prepaid Aur Postpaid Me Kya Difference Hai ?
- Android Vs iPhone : Kaun Better Hai ? (Top 12 Difference)
- Whatsapp Hack Kaise Kare? (Best 7 Simple Method)
In Last Word
Main SSC MTS Non Technical ka result kaise jane ke liye sabse easy tarika bataya hai, jo current me working hai. Aap jaldi se apne result check kare.
Leave a Reply