23 March 2019 ko IPL Champions Chennai Super Kings aur Royal Challengers Banglore ke bich match ke sath ke sath IPL 2019 ka champion banane ke liye 8 IPL Teams ke bich cricketing fighting shuru ho chuki. Yah mukabala 50 days tak chalega.
Jiska antim faisla 12 May 2019 ko Final Match me hoga, jo Chennai ke MA Chidambaram Stadium me hoga.
Is hot season me IPL Khitab ke liye teams ko bhidate dekhna bahut hi entertaining hone vala hai, jise live dekhne par hi maza aayega. To chaliye jante hai
Star Sports Par Live IPL Kaise Dekhe
Ham aapko bata de ki Star Sports IPL 2019 ki Official Broadcaster Partner hai. yani aap IPL 2019 ke all matches is channel par freely live dekh sakte hai.
Star Sports Indian Sports Channels ka ek network hai, jo Star India ka hai. Jiske network ke main channels hai-
1.Star Sports 1 HD
2.Star Sports 1
3.Star Sports 2 HD
4.Star Sports 2
5.Star Sports 1 HD Hindi
6.Star Sports 1 Hindi
7.Star Sports Tamil
8.Star Sports 1 Select
9.Star Sports 1 HD Select
10.Star Sports 2 Select
11.Star Sports 2 HD Select
12.Star Sports First
In Channels par cricket hi nahi, Football, Kabbadi, Badminton, Tennis jaise kai live games telecast kiye jate hai, jise keval India me hi nahi Asia ke most of countries me dekha jata hai. Jo ise Asia ki leading sports network banata hai.
Is sports network par English, Cantonese, Hindi, Korean, aur Mandarin language me content telecast kiye jate hai.
Iske alava ye Tamil, Telugu, Bengali, Marathi aur Malayalam language me bhi broadcasting karti hai.
Aur is network ke channel ko Bangladesh, Bhutan, India, Maldives, Nepal, Sri Lanka, Papua New Guinea, Philippines aur Singapore aur china me dekha jata hai.
Ab janate hai Star Sport par IPL ki live streaming kaise dekh sakte hai.
Star Sports Se Mobile Par Live IPL Kaise Dekhe
Crichd.org – Is website ko 12 March 2017 ko launch kiya gaya tha. Jismen 20 se jyada Sport Channels live stream hoti hai.
Jisme ek Star Sports bhi hai. Jisse mobile ke sath laptop me Live IPL dekh sakte hai. Bas shuru me annoying sticky ads hote hai, jinke bich me X ka mark ko click kar hataya ja sakta hai.
Crichd.ws – Is website ko 18 March 2018 ko launch kiya gaya tha, jo pahle website ka sister website hai. Isme bhi aap 10 se jyada sports ke 20 se jyada channels ke live streaming dekh sakte hai. Isi tarah Live IPL bhi dekh sakte hai.
Hotstar.com – yah Star Sports network ka ek part hai, jisse aap live ipl dekh sakte hai.
Star Sport Se Laptop Par Live IPL Kaise Dekhe
Aap upar bataye gaye tariko ko use karte hue apne Laptop/PC par Live IPL dekh sakte hai. Aap upar bataye links par PC se visit kare.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Whatsapp aur Twitter par share kare.
PSL 2019 says
Bro please do share PSL 2019 Live Streaming links…
Ravi Kumar says
Surely I will share direct streaming links. Thanks.
webcric says
Nice Sharing, keep it up. Btw some these sites have alot of pop advertisements, please share some link which live stream cricket matches but with no pop up ads.
Ravi Kumar says
Thanks, If I get the list, I will share