CBSE ne UGC Net 2019 (UGC National Eligibility Test) ke liye admit card release kar diya hai, Net ke liye apply karane vale candidates CBSE ki official website se admit card download kar sakte hai.
Aap kaise download kar sakenge, apna admit card, uske liye ham aapko aage simple sa tarika batane vale hai.
Isse pahle is exam ke bare me janate hai.
11 July 2009 ko UGC ne Colleges aur Universities me assistance professor post ke liye candidates ka Net examination passed hona jaruri kar diya hai.
CBSCE is exam ko every year July aur December month me organize karti hai. Isi kram me CBSE is sal is exam ko 8 July ko organize kar rahi hai.
Jiske liye 19 June 2018 ko admit card / hall ticket release kar diya hai. Jise aap aage bataye gaye tarike se download kar sakte hai.
UGC NET Admit Card 2019 Download Kaise Kare
Ham apako UGC NET Admit Card download karane ka sabse easy tarika bata rahe hai, jiske liye aap following steps ko follow kar sakte hai
1.CBSE ki official website par visit kare.
2.Login for Admir Card and Image Correction – NET July 2019 par click kare
3.Ab Application number aur password enter kare.
4.Admit Card show hoga, jise download kar len.
NET Exam Format
Is sal exam format ko change kar diya gaya hai, three paper ki bajay two paper honge. Jismen first paper General Aptitude Test aur second paper candidate ki choice subject hoga.
Vaise dusri khushi ki bat hai ki UGC NET ke liye maximum eligible age ko 28 year se 30 year kar diya gaya hai.
In Last Word
CBSC ne UGC NET ke liye admit card kar release kar diya hai, jise aap upar bataye gaye tarike se easily download kar sakte hai.
- Dhani App Kya hai & Kaise 3 Minute Me Loan Le Sakte Hai ?
- BCECE Result 2018 Kaise Check Kare
- Jio Unlimited Free Internet Kaise Chalaye
- Vodafone Free Internet Kaise Chalaye (Best 2 Method)
- Airtel Free Internet Kaise Chalaye ? (5 Best Tricks)
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Whatsapp, Twitter aur Google Plus par share kare.
Leave a Reply