CBSE ne UGC NET ka result delcare kar diya, ab aise candidate, jinhone is month me UGC Net exam ko attend kiye the, ve CBSE ki official website par apna result check kar sakte hai.
but aapko CBSE ki official website par high traffic hone ki vajah se problem ho sakti hai, isliye ham aapko two method batayenge, jinse aap easily apna result check kar sakte hai.
UGC Net Result 2018 Check Kaise Kare
CBSE every July aur December month men UGC Net ka exam leta hai, lekin uske result ko 3-4 month bad announce karta tha. Par is baar CBSE ki history me pahli baar ho raha hai, jab same month me exam aur result bhi annouce kiya gaya.
Khair 11 July 2009 ko UGC ne colleges aur Universities me assistance professor ke liye candidates ko net examination pass hona jaruri kar diya hai.
Aaj CBSE ne UGC NET July Result annouce kiya hai, jiske result aap following method se check kar sakte hai. ham aapko bata de, is exam ko 8 july ko desh ke different centres par organize kiya gaya tha.
Is week me hi CBSE is exam ki answer keys bhi release kar sakti hai.
UGC Net Result Check Kare
Method – 1
Yah tarika official hai but easy hai, jisse aap apne smarphone aur laptop bhi result ko check kar sakte hai. ab aap is tarike se result check karane ke liye following steps follow kare.
1.CBSE ki official website par visit kare
2.Ab Homepage par UGC NET 2018 Result link find kare.
3.Link open kare.
4.Opened Forum me Roll number, application number aur date of birth enter kare.
5.Submit par click kare.
6.Ab next page par aapka result show hoga.
Method – 2
Yadi aap first method se apna result check nahi kar paa rahe hai to yah tarika apna sakte hai.
1.CBSE ki Result Website par visit kare.
2.Homepage par UGC Net Result 2018 par click kare.
3.Opened form me required details fill up kare.
4.Result show hoga, use download kar len.
If you like the post, please share on Facebook, Twitter, Google Plus and Whatsapp.
Leave a Reply