UBSE (Uttarakhand Board of School Education) jald hi Class 10 & 12 Result 2018 announce karane vala hai. jise aap UK board ki official website par check kar sakte hai.
But kaise check kar sakenge, use main aage bata raha hun, sathi main 6 aur tarika batane vala hun, jisse aapko problem naa ho.
Chaliye jante hai
Table of Contents
UK Board Class 10 & 12 Result Kaise Check Kare
UBSE class 10 exam 2018 me 1,49,445 students ne participate kiya tha. Board ne is exam ko 6 march 2018 se lekar 24 march 2018 tak conduct kiya tha.
Vahi 1,32,381 students ne class 12th exam 2018 me participate kiya tha. Is exam ko 5 march se 24 march 2018 tak organize kiya gaya tha.
UK board jald hi in dono exam ke result announce karane vala hai. jise aap is tarah se jaan sakte hai-
#1.UK Board Ki Official Website
UK Board ki official website par sabse pahle result available kiya jayega, jahan jaldi se apna result check kar sakte hai. But thoda si der hone par aap ko problem ho sakti hai, kyonki us vakt karib 2.5 lakh student apna result check kar rahe honge, jisse website painfully slow ho sakti hai.
1.UK board ki official website par visit kare.
2.UBSE Class 10 Result 2018 ya UBSE Class 12 Art Result 2018 ya UBSE Class 12 Science Result 2018 ya UBSE Class 12 Commerce Result 2018 link par click kare
3.Roll number enter kare aur result find kare.
4.Ab download kar len.
#2.Exam Results
Exam Result UBSE ki result partner hai, jaha result ka announcement hone ke bad result available kiya jayega, aap yaha bhi apna result check kar sakte hai.
1.Examresults.net par jaye.
2.UK Board 10th Result 2018 par click kare ya UK Board 12th Result 2018 par click kare.
3.Details submit kare.
4.Result ko download kar len.
#3.Bhaskar
Bhaskar ne student ko exam results available karane ke liye special page bana rakha hai, jahan aap apna result check kar sakte hai.
1.Bhaskar ke result page par visit kare.
2.Uttrakhand Board 12th Result 2018 ya Uttrakhand Board 10th Result 2018 par click kare.
3.Roll number, Mobile number aur email id submit kare.
#4.Jagran Josh
Jagranjosh online studying materials aur exam results available karane me behad popular hai. aap bhi apna result yaha check kar sakte hai-
1.Jagranjosh.com par visit kare.
2.Uttarakhand 10th Board Exam ya Uttarakhand 12th Board Exam par click kare.
3.Roll number enter kare, class 12th vale stream select kare.
4.Result find kare.
#5.India Results
Indiansresults.com all India exam results available karane me India ki sabse popular website hai.
1.Indiaresults.com par visit kare.
2.Result of Class 12th Examination 2018 ya Result of Class 10th Examination 2018 par click kare.
3.Relevant details submit kare aur result paye.
#6.SMS
Yadi aapke pas keval feature phone hai to aap SMS ke dwara apna result jan sakte hai.
Uttarakhand High School Results 2017 – UBSE Class 10th Results on SMS
SMS – UK10<space>ROLL NUMBER – Send it to 56263
Uttarakhand Class XII Results 2017 – UBSE Class 12th Results on SMS
SMS – UK12<space>ROLL NUMBER – Send it to 56263
Hope aapne successfully apna result find kar liye honge.
A Request For You: Is post ko share kar apne friend ko result find karane me help kare.
Leave a Reply