Uttar Pradesh Police Recruitment and Promotion Board (UPPRPB) ne UP Police Constable Recruitment Exam 2018 ke liye Admit Card release kar diya hai, jise aap UPPRPB ke official website se download kar sakte hai.
Aap kaise download kar sakege, jise aage janege. Usse pahle is UP Police Recruitment ke bare me jan lete hai.
Report ke according is UP police constable recruitment ke liye is saal 22 lakh students ne apply kiya tha. Jiske admit card ko UP police recruitment and promotion board ne release kiya hai.
UPRPB ise exam ko 18 aur 19 june ko organize karegi, jisme eligible candidate part lenge. Jismen jo is written exam ko pass kar jayenga to uska Physical Standard test hoga. Jiske bad document verification hoga. Tab job pakki ho jayegi.
Ab janate hai
UP Police Admit Card Download Kaise Kare
Ham apako UP police admit card download karane ke liye sabse simple tarika batayenge, jisse without problem facing ke admit card download kar sakte hai.
1.Is link par click kare.
2.Form open hoga.
3.Jisme Registration number aur date of birth enter kare.
Date of birth ko dd/mm/yyyy format me enter kare.
4.Ab login ho jaye.
5. Download admit card link par click kare.
6.Admit card display hoga.
7.Iska print out le le.
Note
1.Aise candidate jo eligible nahi hai to admit card download karane ke liye login nahi ho sakenge.
2.Admit card download karne ke liye 11 digit registration number aur specific format me date of birth enter kare.
3.Yadi admit card download karane se koi problem face karte hai to 1800 266 9412 par call kare ya Helpdesk email id upprbrecruitment@gmail.com par mail kare.
Jio Unlimited Free Internet Kaise Chalaye
In Last Word
Yadi aapne UP Police ke liye apply kiye hai to aap upar bataye gaye tarike easily apna admit card download kar sakte hai.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Whatsapp, Twitter aur Google Plus par share kare.
Leave a Reply