Uttar Pradesh Police Recruitment and Promotion Board (UPPRB) ne UP Police Result announce kar diya hai. yadi aap apna result check karana chahate hai to aap sahi jagah par hai. ham aapko is post me batane vale hai-
UP Police Result 2019 Kaise Check Kare
UPPRB ne May month me 49,568 constable posts ke liye notification release kiya tha, jiska june month me admit card release kiya gaya tha. Tab UP ke 16 districts me 482 exam centres par 25-26 October ko UP Police Exam organize kiya gaya. Jismen approximately 20 lakh candidates ne exam attend kiye.
Jiska result aaj 20 Nov 2019 ko announce kiya gaya. Ab is exam se eligible candidates ko physical test dena hoga, jo UP me Kanpur Nagar, Jhansi, Gorakhpur, Basti, Gonda, Lucknow, Ayodhya, Agra, Aligarh, Bareli, Moradabad, Merath, Saharanpur, Varanasi, Aajmagarh , Mirzapur, Prayagraj and Banda me organize hoga.
UP Police Result 2018 Is Prakar Check Kare
UP Police result check karna behad hi easy hai, jiska tarika ham aapko bata rahe hai-
1.UPPBPB.gov.in par visit kare.
2.Home page me UP Police Result 2019 link par click kare.
3.Ab open huye box me Roll number and date of birth enter kare.
4.Result show hoga aur use download kar len.
- Money View App Se Loan Kaise Le ? [In Two Hours]
- PM Mudra Scheme Ke Tahat Loan Ke Liye Apply Kaise Kare
Physical Test
Ab yadi aap is exam me passed candidate hai to aapko 5 December 2019 ko physical test dena hoga. Sath hi Document ki verification hoga, jo 18 range headquarters Agra, Aligarh, Bareli, Moradabad, Merath, Saharanpur, Varanasi, Aajmagarh , Kanpur Nagar, Jhansi, Gorakhpur, Basti, Gonda, Lucknow, Ajodhya, Mirzapur, Prayagraj and Banda me organize hoga.
- Airtel Free Internet Kaise Chalaye ? (5 Best Tricks)
- Vodafone Free Internet Kaise Chalaye (Best 2 Method)
- Vodafone Free Internet Kaise Chalaye (Best 2 Method)
Final Physical Ability Test
Physical aur document verification se passed candidates ka final physical ability test 7 December ko Kanpur Nagar, Jhansi, Gorakhpur, Lucknow, Ajodhya, Agra, Bareilly, Merath, Saharanpur, Varanasi and Prayagraj ko organize hoga.
If you find it helpful, please share on Facebook, Whatsapp and Twitter.
Leave a Reply