UPSC (Union Public Service Commission) ne UPSC Prelims ka result declare kar diya hai. Every candidate UPSC ki official website par jakar check kar sakte hai. but ham aapko three method batayenge, jisse aap apna UPSC Prelims Result 2019 check kar sakate hai.
To chaliye jante hai
Table of Contents
UPSC Prelims Result 2019 Kaise Check Kare
UPSC prelims exam ko 3 June 2018 ko 73 exam centres par organize kiya gaya tha, jahan lakhon candidate ne IAS, IFS aur IPS banana ke liye exam diya. Jiska result aaj declare kiya hai.
Isse exam se qualified candidates UPSC Main ke liye apply kar sakte hai. Yah exam is sal 20 september se 7 october ke bich schedule hai.
Tarika -1
Yah simple tarika hai, but server par load jyada hone se aapko preshani ho sakti hai.
1.UPSC.gov.in par visit kare.
2.Result of Civil Service Preliminary Examination 2018 par click kare
3.Ab opened form me roll number enter kare.
4.Result open hoga, jise download kar len.
Tarika -2
First tarike ki tarah yah simple aur quick tarika hai, jisse aap apna result check kar sakte hai.
1.UPSConline.nic.in par visit kare.
2.Yaha UPSC Prelims Result 2018 par click kare.
3.Ek form open hoga.
4.Form me apna roll number enter kare.
5.Ab aap result show hoga, jise download kare.
Tarika – 3
Yadi upar ke dono tariko se apna result check nahi kar paate hai to yah tarika ajama sakte hai.
1.PIB.nic.in par visit kare
2.UPSC Prelims Result 2018 link find kare aur uspar click kare.
3.Open hue form me roll number submit kare.
4.Ab aapka result show hone lagega.
5.Ise download kar len.
Hope aapne successfully aapne UPSC Prelims Result 2018 find kar liye honge.
- Internet Se Paise Kamane Ke 10 Best Ways
- Money View App Se Loan Kaise Le ? [In Two Hours]
- PM Mudra Scheme Ke Tahat Loan Ke Liye Apply Kaise Kare
- LIC Se Online Loan Kaise Le & Payment Kare?
- Jio Unlimited Free Internet Kaise Chalaye
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Twitter, Google Plus aur Whatsapp par share kare.
Leave a Reply