Kya aap Viu video download karna chahate hai to aap sahi jagah hai. Ham aapko is post me three tarika batayenge, jisse aap Viu video easily download kar sakte hai. To chaliye start karte hai-
Table of Contents
Viu Video Download Kaise Kare
Viu Hotstar, Sony Liv, Voot, Netflix & Amazon Prime Video ki tarah ek video on demand platform hai, jo directly users ko free and premium video content available karta hai, jismen Web-series, Viu originals, Movies and Korean Dramas hoti hai.
Khair India me is platform par Hindi, Telugu, Tamil me web-series and movies available hai, vahi Korean language ke popular web-series, dramas, action & thrilling movies English subtitle ke sath apne mobile aur pc par dekh sakte hai.
26 October 2015 ko Hong Kong Media Companies PCCW Vuclip ne Viu ko Hong Kong me launch kiya, jo ab China, Japan, Sauth Korea, South Africa aur India me apni services de rahi hai.
Viu Popular Shows
Originals
Memories, Love Lust & Confusion, Love Lust & Confusion 2, Kaushiki, Spotlight 2, Unfraid, Spot Light, Gehraiyaan, Truth of Tamanna?, Social, Wedding Khichadi, Chhaliya A, Bridge, Jammin., What the Duck, Viru Ke Funde
Korean Shows
My Love From The Star, The Heirs, The Accidental Couple, Radiant Office, Chief Kim, My Lawyer MR. Joe, Big, Good Doctor, Remember, Marry Him If You Dare, The Gentlemen of Wolgyesu Tailer Shop, Marriage Contract, The Innocent Man, Love Rain, Descendants of The Sun, Tempted, Jealousy Incarnate
Movies
Main Prem Ki Diwani Hoon, Ab Tak Chappan 2, Hum Saath Saath Hain, Dedh Ishqiya, Kidnap, Jab We Met, Haa Mane Pyar Kiya, Vedalam, DJ, Vivegam, Janta Garage, Puli
Viu Video Download Is Prakar Kare
Ham aapko three tarika batayenge, jisse aap apne mobile, tablet aur pc se video download kar sakenge.
Tarika -1 [Mobile]
Yah behad easy tarika hai, lekin is tarike me downloaded video app me hi store hoga.
1.Viu app install kare.
2.App open kare, Video ke bottom me downloading button hoga, us par click kare
3.HD ya SD quality choose kare.
4.Ab is video ko app downloading section me dekh sakte hai.
Tarika -2 [Mobile]
Yah tarika thoda long hai, but video ko aap mobile ke memory me download kar sakenge, jise dusro ke sath share kar sakte hai.
1.Viu app aur Videoder app install kare.
2.Viu app me koi video open kare.
3.Share button par click Video link copy kare.
4.Ab Videoder app me paste kare.
5.Video quality choose kare aur downloading start kare.
Tarika-3 [PC]
Yah tarika PC lovers ke liye hai, jo last tarika se similar hai.
1.Videoder ka window version install kare.
2.Viu.com par visit kare.
3.Favourite video open kare.
4.Share button par click kar video link copy kare.
5.Ab Videoder me paste kare, downloading start kare.
Hope aapne successfully Viu Video download kar liya honge.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Twitter and Whatsapp par share kare.
Leave a Reply