Country me lok sabha 2019 Election date release hone ke sath hi world’s largest Democracy ka election festival start ho chuka hai. Aise me yadi aap Indian hai to aapko bhi isme bhi happily participate karana chahiye, jo aapka ek country level important duty hai. Lekin yadi aap first time apne vote ka use karne jaa rahe hai to aap jarur check kar le ki voter list me aapka name hai ya nahi.
Yadi aapke pas already Voter ID Card hai to bhi aapko voter list me apna name check kar lena chahiye.
Is post me ham janenge-
Voter List Me Apna Name Kaise Check kare
Indian me hone vale sabse election festival Loksabh Election ki announce ho chuki hai, jo 7 phase me 11 April 2019 se 19 May 2019 tak chalega. Is dauran people loksabha ki 543 seats ke liye votes dala jayega. Aise me yadi aap bhi 18 years old hai to aapke desh ke maha tyohar me bhag lena chahiye.
Voter List Me Apna Name Kaise Find Kare
Voter list me apna name bade asaani se check kiya ja sakta hai, jiske liye ham aapko two tarike bata rahe hai.
–1.Offline Tarika
Yadi aap internet use nahi karte hai to apne Gram Panchayat ya Block me jakar voter list me apna name check kar sakenge. Vaise election se kuch time pahle voter list ko ready kiya jata hai. Jisse aap bade asani se name search kar sakenge.
2.Onine Tarika
Yadi aapke pas internet wala smartphone hai to aap ghar baithe voter list me apna name search kar sakenge. Iske liye election commission ne specially website bhi launch kar rakha hai. Jispar aap do tarike se apna name check kar sakenge. Yaha ham donon tarike janenge-
Method-1 [Search by Details]
Is tarike me aapko vo details enter karna hoga, jo aapke voter id card me mention hai.
1.National Voeter’s Service Portal par visit kare.
2.Home page me following details fill kare-
-Name
-Fathers Name/ Husband’s Name
-Age/DOB
-Gender
-State
-District
-Assembly Constituency
Captcha code enter kar search kare.
3.Ab yadi voter list me aapka details hai to to aapke voter ID card ka short details show hoga, View details par click kar pura details dekhen.
Ismen aapko Poling station aur Poling Date ka bhi chalega, jab aapko apna vote use karna hai.
Method -2 [EPIC No]
1.National Voeter’s Service Portal par visit kare.
2.Search By Epic No. Tab select kare.
3.Form me following details fill kare
-EPIC No-
-State
-Captch Code
Search kare.
4.Voter list me aapka name hone ke bad short info show hoga. Use view details par click kar pura details dekh sakenge.
Is tarah aap total three tarike se voter List me apna name check kar sakenge.
Yadi aap is post ko helpful pate hai to Facebook, Twitter and Whatsapp par share kare.
Gaharwar ji says
Bhai m pahli bar vote dene ja rha hu lekin mera abhi tak voter ID nhi ayi h
Ravi Kumar says
Wait karo, Abhi election me bhi time hai